Amoled panel lagta sabko acha hai per aggar wo crack hojai to boht ziydha mangha milta hai isliye mistore per poco x3 pro iski lcd 12 mahine mein crack hojai to free sahi kar dey rahe hai aur note 10 pro ki sirf simple warranty dey rahe hai. Chalo aggar screen crack nahi hoti to amoled per lines alag ajati hai kafi dafa girne se aggar apka mobile kabhi girta b nahi hai to waise hi shade ya pink tint hojati hai screen osse value waise hi kafi kam hojati hai aggar apne chaltay phirtay ya bike per mobile ziydha use karna hai ya chotay bacho ko mobile pakrana hai to amoled nahi lena chaiye
08-04-2021
Mohsin
Dogar Sahab, itna bara farq aap ko nazar nahi aaraha, IPS or Supur Amoled ka farq hay, baqi zahir hay jissay better performance wala phone chahiye tuo woh Poco X3 Pro lay aur jo Display chahta hay (movie lover) woh Note 10 pro lay, I personally recommended Note 10 Pro kyoun k Super Amoled aur IPS maay 19/20 ka nahi 25/20 ka farq hay,mayy naay khud Super Amoled k liyeh apna Note 9 baich k 15 din pehlay Redmi Note 10 liya hay, baqi ager MI Pocco X3 wala Chipset Note 10 pro maay daay deta tuo maza aa jata, laykin unhon nay mobile differenced k sath baichnay bhi tuo hayn, God bless you.
07-04-2021
Syed Faisal Abbas
Battery 🔋 at least 6000MPH hni chahee thee
05-04-2021
Munir
Baki specs toh thk hain Lakin agar display AMOLED de detay toh kya bi baat thi.
Disclaimer. Mobile Prices are updated daily from local Pakistani Mobile shops & Mobile dealers in Pakistan but we can not guarantee that the information (Prices) on this page is 100% correct (Human error is possible). Always visit your local shop for exact mobile prices. *Above mobile prices and rates are only valid in Pakistan.